• 5 stars: 8 (100%)
  • 4 stars: 0 (0%)
  • 3 stars: 0 (0%)
  • 2 stars: 0 (0%)
  • 1 star: 0 (0%)
M
Mohit Yadav

Pant ka relaxed look mujhe kaafi pasand aaya. Zyada formal bhi nahi aur normal casual pants jaisi bhi nahi lagti.

R
Ranveer Rathore

Beige shade bahut premium lag raha hai.

K
Karan Choudhary

Shirt aur loafers ke saath pehni thi, proper smart-casual look aa gaya. Colour bhi bahut decent hai.

A
Abhay Solanki

Fabric lightweight hai aur pehenne mein kaafi comfortable feel hota hai. Daily wear ke liye sahi hai.

L
Lakshman Rajput

Gorkha style pehli baar try kiya aur honestly kaafi achha laga. Look thoda different hai but bahut stylish.

A
Armaan Singh

Kaafi comfortable pant hai

Y
Yashveer Singh

Look ekdum classy hai.

P
Parth Patel

Beige colour ❤️